Saturday, September 12, 2009

फरमाइश

ये सिर्फ़ रात का तक़ाज़ा नही
आज मौसम की अगुआईश है |

तन्हाई की अपनी क्या ही बात करूँ
हमेशा ही करी उसकी आज़माइश है |

आज तो कलम भी मेरी पूछ पड़ी
आज उसने भी की फरमाइश है |

दफ़्न कर दूँ हाल-ए-दिल दिल में अपने
ऐसी कहाँ इस इश्क़ की पैदाइश है |

कहने पे उनके लिख तो दिया आज मैंने फिर
कर दी पूरी फरियाद उनकी पूरी, मेरे में क्यों बाकी गुंजाइश हैं |

9 comments:

Ambarish said...

bahut khoob...
kiski farmaaish thi ye..

Ankush Agrawal said...

barasate baadal ki, jhoomte sawan ki,
mahfil me tanha kar dene wali tanhai ki,
mere aur meri kalam ki ruswayi ki...

Ambarish said...

baadal yahan bhi the barasne hi ko;
ham bhi bheed mein tanha tanha se the;
par na hamari kalam ruswa thi aur na ham;
tabhi to uthayi kalam aur kuch likha tha;
padhe jo hamne khud ke hi likhe shabd;
iraada badal daala baadalon ne;
aur ham bhi shayad tanha na rahe;
likhta hi ja raha hun us roj se main;
aur ab bas main hun aur sath hai meri kalam;

Ambarish said...

baadal yahan bhi the barasne hi ko;
ham bhi bheed mein tanha tanha se the;
par na hamari kalam ruswa thi aur na ham;
tabhi to uthayi kalam aur kuch likha tha;
padhe jo hamne khud ke hi likhe shabd;
iraada badal daala tha baadalon ne;
aur ham bhi shayad tanha na rahe the;
likhta hi ja raha hun tab se aaj tak;
aur ab hamare beech koi teesra nahi;
bas main hun aur mere jazbaat hain;
jo mauke bemauke kabhi kabhi,
utar aate hain kagazon par...

Ankush Agrawal said...

ab kya hi kahoon aapki taarif me,
dua hai ab na tanha ho aap kabhi..

स्वप्न मञ्जूषा said...

bahut khoob likha hai..

Ankush Agrawal said...

dhanyawaad ada ji

Amit K Sagar said...

सपरिवार आपको दिवाली की बहुत-बहुत शुभकामनाएं. शुक्रिया.
---
हिंदी ब्लोग्स में पहली बार Friends With Benefits - रिश्तों की एक नई तान (FWB) [बहस] [उल्टा तीर]

Rajat Mishra said...

ye kafi achchhi lagi :) :)
ekdum mast :D